Ek dost sirf dost hai, aur kuch
nahe.
Aisa main nahe ajeeb is dunia k kuch log kehtay hain. Dosti ka matlab shayed jantay nahe, ya shayed jan k bhe anjaan bannay ki koshih jaari hai. Har koi ek jaisa nahe aey dost, dil k kareeb bhe hotay hain chand log. Ek he ginti main sb ko ginnay walon, dosti ka matlab he badal dala saalon. Dosti sirf keh dainay sy nahe hoti zubani, ehsas naam ki bhe anjaan cheez moujood hai jani. Han dil dukha hai mera k tum sath na ho, aur isliye k jo dost hain tmharay woh dost nahe.

Difficult to comment on. Every person has different experiences. Kuch log puri zindagi guzar laitay hain apni laikin dosti ka asal matlab nai jantay. Aur kuch log dosti ki khatir taras jatay hain.
ReplyDeletehar kisi ki zindage ek si nhe hoti, kuch kay jatay hain bht kuch aur kuch bina kahey jee laitay hain!
DeleteArsi,
ReplyDeleteDost hota nahi har haath milanay wala :-). Good one.
durust farmaya :)
DeleteLol. I wish I could frame it and distribute it to a couple of people.
ReplyDeleteGood stuff, ashu. :)
thank you :)
DeleteGood words arsal (Y)
ReplyDeletethanks :)
Delete